New season ke aloo dum.
You get with it simmering heat New season ke aloo dum employing 18 program than 13 as a consequence. Here you are nail it.
compound of New season ke aloo dum
- It's 500 gm of New aalu.
- It's 200 gm of Mustard oil.
- You need to taste of Namak.
- Prepare of Phoran me :.
- You need 1 pinch of hing.
- It's to taste of lal mirch powder.
- It's 1 of jeera.
- It's 1/2 spoon, of tejpatta.
- It's 2-3 of lal mirch.
- Prepare 1 spoon of Kali mirch.
- Prepare 1 spoon of Jeera-.
- Prepare 25 gm of Adrak.
- You need 1/2 pot of Lahsun-.
- It's 1 spoon of Garam Masala-.
- It's 3 of Onion.
- You need 2 of Tomato.
- It's 50 gm of Dhania Patta.
- It's 2 glass of Water.
New season ke aloo dum singly
- Sabse phale aalu ko kuchha der ke lia pani me bhulne denge kyu ki new aalu me mitti bhi lagi hoti hai o achhe se dhul jayegi.ab aloo ko halkka ragdege ya chaku ki sahayta se uske chhilke ko hata lenge..
- Ab fork spoon se pure aalu me goda denge..
- Phorn me tej patta., lal mirch, hing., jeera lenge..
- Ab aalu ko garam mustard oil me bhunj Lenge..
- Mustard oil garam karke phoran ko dalenge.
- Uske baad kati huyi onion., namak or tomato ko dalkar bhunjenge..
- Lal mirch, kali mirch,adrak, jeera, lahsun, garam mashala ko mixer me mahin pees lenge.
- Onion jab halka brown ho jaye to pie huve mashale ko or haldi powder ko dal kar bunjenge.
- Jab mashala bhunj jayega.tab chholne se hi tomato ko kaat kar mila denge.
- To usme bhunje huve aalu ko daal kar 2-3min tak bhunjege.
- Uske baad 2 glass water daal kar mila dege or dhak denge or aloo ko pakne denge.10se15min tak medium tav me..
- Jab aalu sinjha jaye tab usme chopping dhania Patta ko dalkar 2 minute Tak pakayenge.
- Uske baad Upar Se dhania Patta se Saja dhenge..